Veg keema (soya granules) Roll with green chutney
Ingredients
1. Soya granules - 2oogm.( 1cup)
2. ginger garlic paste
3. Onion -1 barik chop kiya hua
4.maida -1 cup
5. Oil - 1 tbs
6. Salt to taste
7. Onions rings mai cut kiye hue.
8. Garam masala, hari mirch barik cut ke hui.
Method - dough banane k liye ek bowl mai maida aur gehu ka atta mix karengay usme thoda sa 1/2 tsp baking powder dalengeyaur thoda sa oil aur paani dalker
Aatte ka soft sa dough taiyar karke uski loyia banalengay.ek ek karke parathe ki tarah bail laingay.
Stuff banane k liye-
Ek fry pan laingay usme oil dalker garam karengay phir chop ki hui pyaaz ko bhune phir usme ginger garlic paste daale aur garam masala milaey phir usme soya ka chura milakar 2 min. Tak bhune .aapki taiyar kiye hue rolls mai do chamach keema rakhe aur upper se pyaaz k rings rkhe option mai bhune hui green matar bhi mila sakte h .aapa veg. Keema roll taiyar h sunday breakfast mai isse shamil kare.
Green chutney k liye- ek mixer k jaar mai hara dhaniya ek hari mirch do lehsun ki kaliya dallker peese le fir usme namak aur nimboo ka ras mila le aapki jhutpat chutney taiyar h.

Perfect taste
ReplyDeletePerfect taste
ReplyDelete