Bharwa gol gappe chaat
Ingredients
1. Attey k golgappe
2.boiled potato
3.boiled chickpeas(chole)
4.bhuna zeera
5.meethi chutney (sauth)
6.green chutney
7.red chilly powder
8.kala namak
9.dry mango powder
10. Curd( sugar mix ki hui)
Garnishing k liye- anar k daane ,dhania patta,adrak ke lacche,chukunder ke lacche,baarik namkeen sev,boondi
Method:- sabse pehle ek bowl ley. Phir uss bowl ubley hue aloo mesh karey phir usme ubley hue choley milaeyaur phir usme upper se green chutney meethi chutney salt apne swad k hissab se lal mirch powder amchur poder bhuna hua zeera thoda sa kala namak mix kerke acchey se mix karey.jab ye stuffing taiyar ho jaaey tab inhe ek-ek golgappo mai bharey aur plate mai lagaey aur upper se meethi dahi greenchutney, meethi sauth daaley. Aur upper se anar k daane boondi k daane ,adrakaur chukunder ke lacche aur namkeen bhujia ya sev se garnish karey. 2

Comments
Post a Comment