#Bread triangles dessert recipeπππ
Jab kabhi aapka meetha khane ka mann kare toh aap iss dessert ko ghar par try kar sakte ho aur guest ko dinner ke baad bhi as a sweet dish serve kar sakye ho
Ingredients:
White bread -10 pieces
Grated meva
Milk powder
Milk
Namkeen walle sev
Rose syrup
Fry karne ke liye oil
Garnish k liye bareek badam k tukde
Method:
Sabse pehle 4 se 5 bread ke piece lijiye half half 2 piece karley triangle shape mai. Aur phir ek bowl mai grated koya ya meva le phir usme milk powder ke sath thodi si powdered sugar milaey aur usme ek se do spoon milk milakar mix kare taaki acche se bread par rakne par chipak jaae bread ke piece ko triangle shape mai cut kar le fir uske uppar halka sa milk lagakar usko bailkar flat kar lai fir uske uppar khoye ka mixture rakhe fir triangle shape mai hi usse fold kare fir ek kadai mai oil garam kare aur deep fry karke halka brown karke nikale uppar se rose syrup se garnish kare aur badamn ke tukdo se sajjaey chhaey toh aap iske uppar rabdi dalkar bhi serve kar sakte hai

Comments
Post a Comment